Wahi Hain Raste Lyrics sung by Mohan Kannan & Asees Kaur is the latest song from the movie Panga 2020. Wahi Hain Raste Lyrics are written by Javed Akhtar & music Composed by Shankar Ehsaan Loy.  

WAHI HAIN RASTE Lyrics- MOHAN KANNAN & Asees Kaur
Singer Mohan kannan, Asees Kaur
Music Shankar Ehsaan Loy
Song Writer     Javed Akhtar

Wahi Hain Raste Lyrics :-

Khaali khaali dil...
Goonje... tere naam se...
Lagein saare pal...
Naakaam se...

Tere bin hoon... tanha tanha...
Tujhse kahoon... kaise...

Wohi hain raste
Wohi hain ghar
Wahi jeene ke samaan

Tum thhe toh jaise zinda thhe saare
Tum bin lagein bezaan
Har cheez mujhse pooche
Tum ho kahaan?

Faasle kyun badhe
Dooriyan jab nahin
Hai yaqeen aaj bhi
Par sukoon ab nahin

Faasle kyun badhe
Dooriyan jab nahin
Hai yaqeen aaj bhi
Par sukoon ab nahin

Wohi hain raste
Wohi hain ghar
Wahi jeene ke samaan

Wo... o...

Dil par bhaari kadmon se chalte
Tanhaaiyon ke hain lamhe
Pheeke din aur sooni raatein
Soche tumhari hi baatein

Wo...

Subah ko laana shaam tak
Lagta nahin aasaan

Khone lagi hai ab ye zindagi
Khushiyon ki har pehchaan

Faasle kyun badhe
Dooriyan jab nahin
Hai yaqeen aaj bhi
Par sukoon ab nahin

Faasle kyun badhe
Dooriyan jab nahin
Hai yaqeen aaj bhi
Par sukoon ab nahin