Tujhe Rab Mana Lyrics sung by Rockak Ft. Shaan is the latest song from the movie Baaghi 3.Tujhe Rab Mana Lyrics written by Gurpreet Saini,Gautam G Sharma & Music given by Rockak Kohli.
Thjhe Rab Mana Lyrics Credits:-
Singer:Rockak Ft. Shaan.
Music:Rockak Kohli.
Lyrics:Gurpreet Saini, Gautam G Sharma.
Music Label:T- Series.
Starter:Tiger shroff & Shraddha kapoor.
Movie:Baaghi 3 (2020).
Tujhe Rab Mana Lyrics:-
Ho yaara
Yaara ve
Lamba safar hai humko kya dar hai
Hanste hanste kat jayega
Pairon mein tere jo kaanta chubhe to
Dard yeh baante bat jayega
Tu jo kahe to tere liye main
Haar jaaun hazar jahan
Tere jaisa yaar kahan
Tujhmein basi hai meri jaan
Bhai hai mera tu magar
Maine tujhe rab maana
Tere jaisa yaar kahan
Tujhmein basi hai meri jaan
Bhai hai mera tu magar
Maine tujhe rab maana
Jeet mein the sang saare
Haar mein tha tu hi khada
Jeet mein the sang saare
Haar mein tha tu hi khada
Mere liye duniya se tu hi lada
Tu jo kahe to kadmon mein tere
Main bichha doonga sau aasmaan
Tere jaisa yaar kahan
Tujhmein basi hai meri jaan
Bhai hai mera tu magar
Maine tujhe rab maana
Tere jaisa yaar kahan
Tujhmein basi hai meri jaan
Bhai hai mera tu magar
Maine tujhe rab maana
Teri mahobbat teri yaari ki kasam li maine
Teri hifazat ke naam yeh saansein ki maine
Tu hi raasta mera pata
Tujse juda main lapata
Ek tu meri pechaan hai
Tujse juda main lapata, main lapata
Tu jo kahe to seh lunga yaara
Hans hans ke saare tufan
Tere jaisa yaar kahan
Tujhmein basi hai meri jaan
Bhai hai mera tu magar
Maine tujhe rab maana
Tere jaisa yaar kahan
Tujhmein basi hai meri jaan
Bhai hai mera tu magar
Maine tujhe rab maana
Ho yaara
Yaara ve

0 Comments